Pages

Friday, November 19, 2010

zindangi

har lamha daudti, muskurati, rulati,

yeh zindangi ek railgadi,

har station par naye musafir,

har musafir ko bulati bithati,

naam aur kaam se matlab nahin,

har kissi ko apnati,

apni manzil par pahuch musafir ko chod

phir nayi rahoon pe nikal jati,

na iski rahein khatam hoti,

na hi yeh khud ko rok pati,

daudti, bhagti, hasati, rulati,

yeh zindangi ek railgadi.

No comments:

Post a Comment